Wednesday, July 30, 2008
Tuesday, July 15, 2008
Wednesday, July 9, 2008
Dil Se.....
Mohabat mein ibadaat ki thi uski
hoton par naam uska, dil mein tasveer thi uski
par mohabat ke badle mein humein mohabat nahi mili
jis mehfil mein khade khade loot gaye,
woh mehfil thi uski........
Kisi ko kisi ke isharon ne loota,
Kisi ko kashti ke kinaron ne loota.
Aap to darte ho kasam khane se,
Hame to aapki kasam dekar hazaro ne loota.
Zakham gahre the izhaar kya karte,
Khud hi nishana ban gaye war kya karte.
Mar gaye magar khuli rahi aankhen,
Isse jyada kisi ka intzaar kya karte.
Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi
jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi
le gaya cheen ke kaun aaj tera sabr-o-qarar
be-qaraari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi

Monday, July 7, 2008
Wednesday, July 2, 2008
Abhi na jaaiye
Mausam ka ishaara hai abhi na jaaiye
Tod ke yun dil humara, na jaaiye !
Bahaar ke rang ghule hain fizaaon mein
Bahaar ke aanchal se uoth kar na jaaiye !
Zamane ki gardishen ruk to nahin jayengi
Duniya ki khatir humko chorh ke na jaaiye !
Jaane se aapke rooth ke baithe hain hum
Ab humko manane ki khatir hi na jaaiye !
Aankhon ki chamak humse chupate hain aap kyun
Aarzooun ne li hain angdaaiyan, abhi na jaaiye !

Targus portable folding speaker

Targus has just rolled out its new portable foldign speaker known as the AEM0702AP in Korea. I suppose you could always slip a love note inside it when folded to your mate, surprising her as she opens it at work to listen to the new CD you bought for her. Of course, if she happens to work in a place where power outlets are hard to come by, it would be prudent to include a quartet of AAA batteries into the mix so that these speakers can be powered. Alternatively, just hook it to your computer’s USB port and you’re good to go. No idea on pricing though.
Subscribe to:
Posts (Atom)